संसार में हर वस्तु में अच्छे और बुरे दो पहलू हैं, जो अच्छा पहलू देखते हैं वे अच्छाई और जिन्हें केवल बुरा पहलू देखना आता है वह बुराई संग्रह करते हैं - sansaar me har vastu ke do pahloo hain jo achcha pahloo dekhte hain ve achchai aur jo bura pahloo dekhte hain ve burai ka sangrah karte hain. : प्रज्ञा सुभाषित

संसार में हर वस्तु में अच्छे और बुरे दो पहलू हैं, जो अच्छा पहलू देखते हैं वे अच्छाई और जिन्हें केवल बुरा पहलू देखना आता है वह बुराई संग्रह करते हैं। : Sansaar me har vastu ke do pahloo hain jo achcha pahloo dekhte hain ve achchai aur jo bura pahloo dekhte hain ve burai ka sangrah karte hain. - प्रज्ञा सुभाषित

जिस दिन, जिस क्षण किसी के अंदर बुरा विचार आये अथवा कोई दुष्कर्म करने की प्रवृत्ति उपजे, मानना चाहिए कि वह दिन-वह क्षण मनुष्य के लिए अशुभ है - jis din jis kshan kisi ke andar bura vichar aaye athva koi dushkarm karne ki pravritti upje, manna chahiye ki wahi kshan manushya ke liye ashubh hai. : प्रज्ञा सुभाषित

जिस दिन, जिस क्षण किसी के अंदर बुरा विचार आये अथवा कोई दुष्कर्म करने की प्रवृत्ति उपजे, मानना चाहिए कि वह दिन-वह क्षण मनुष्य के लिए अशुभ है। : Jis din jis kshan kisi ke andar bura vichar aaye athva koi dushkarm karne ki pravritti upje, manna chahiye ki wahi kshan manushya ke liye ashubh hai. - प्रज्ञा सुभाषित

किसी से इर्ष्या करके मनुष्य उसका तो कुछ बिगाड़ नहीं सकता है, पर अपनी निद्रा और अपना सुख-संतोष अवश्य खो देता है - kisi se irshya karke manushya uska to kuchh nahi bigaad sakta par apni nidra, apa sukh aur apna santosh avashya kho deta hai. : प्रज्ञा सुभाषित

किसी से इर्ष्या करके मनुष्य उसका तो कुछ बिगाड़ नहीं सकता है, पर अपनी निद्रा और अपना सुख-संतोष अवश्य खो देता है। : Kisi se irshya karke manushya uska to kuchh nahi bigaad sakta par apni nidra, apa sukh aur apna santosh avashya kho deta hai. - प्रज्ञा सुभाषित

आदर्शवाद की लम्बी-चौड़ी बातें बखानना किसी के लिए भी सरल है, पर जो उसे अपने जीवनक्रम में उतार सके, सच्चाई और हिम्मत का धनी वही है - aadarshvad ki lambi chaudi bate bakhaanana kisi ke liye bhi saral hai par jo use apne jeevankram me utaar sake, sachchai aur himmat ka dhani vahi hai. : प्रज्ञा सुभाषित

आदर्शवाद की लम्बी-चौड़ी बातें बखानना किसी के लिए भी सरल है, पर जो उसे अपने जीवनक्रम में उतार सके, सच्चाई और हिम्मत का धनी वही है। : Aadarshvad ki lambi chaudi bate bakhaanana kisi ke liye bhi saral hai par jo use apne jeevankram me utaar sake, sachchai aur himmat ka dhani vahi hai. - प्रज्ञा सुभाषित

महानता का गुण न तो किसी के लिए सुरक्षित है और न प्रतिबंधित। जो चाहे अपनी शुभेच्छाओं से उसे प्राप्त कर सकता है - mahanta ka gun na to kisi ke liye sukshit hai aur na hi pratibandhit, jo chahe svechcha se use prapt kar sakta hai. : प्रज्ञा सुभाषित

महानता का गुण न तो किसी के लिए सुरक्षित है और न प्रतिबंधित। जो चाहे अपनी शुभेच्छाओं से उसे प्राप्त कर सकता है। : Mahanta ka gun na to kisi ke liye sukshit hai aur na hi pratibandhit, jo chahe svechcha se use prapt kar sakta hai. - प्रज्ञा सुभाषित

सद्व्यवहार में शक्ति है। जो सोचता है कि मैं दूसरों के काम आ सकने के लिए कुछ करूँ, वही आत्मोन्नति का सच्चा पथिक है - sadvyavahar mein shakt. jo sochta hai ki main doosro ke kaam aan sakne ke liye kuchh karoo, vahi aatmonnati ka sachcha pathik hai. : प्रज्ञा सुभाषित

सद्व्यवहार में शक्ति है। जो सोचता है कि मैं दूसरों के काम आ सकने के लिए कुछ करूँ, वही आत्मोन्नति का सच्चा पथिक है। : Sadvyavahar mein shakt. jo sochta hai ki main doosro ke kaam aan sakne ke liye kuchh karoo, vahi aatmonnati ka sachcha pathik hai. - प्रज्ञा सुभाषित

चरित्र का विकास आसानी से नहीं किया जा सकता. केवल परिक्षण और पीड़ा के अनुभव से आत्मा को मजबूत, महत्त्वाकांक्षा को प्रेरित और सफलता को हासिल किया जा सकता है - charitra ka vikas asaani se nahi kiya ja sakt. keval parikshan aur peeda ke anubhav se aatma ko majboot, mahatvaknksha ko prerit aur safalta ko hasil kiya ja sakta hai. : हेलन केलर | Helen Keller

चरित्र का विकास आसानी से नहीं किया जा सकता. केवल परिक्षण और पीड़ा के अनुभव से आत्मा को मजबूत, महत्त्वाकांक्षा को प्रेरित और सफलता को हासिल किया जा सकता है। : Charitra ka vikas asaani se nahi kiya ja sakt. keval parikshan aur peeda ke  anubhav se aatma ko majboot, mahatvaknksha ko prerit aur safalta ko hasil kiya ja sakta hai. - हेलन केलर | Helen Keller

स्वभाव रखना है तो एक छोटे से दीपक की तरह रखो यो गरीब की झोंपड़ी में भी उतनी रौशनी देता है जितनी कि एक राजा के महल में देता है - swabhav rakhna hai to ek deepak ki tarah rakho joki gareeb ki jhpdi me bhi utni hi roshni deta hai jitna ki raja ke mahal mein : दीपक चोपड़ा

स्वभाव रखना है तो एक छोटे से दीपक की तरह रखो यो गरीब की झोंपड़ी में भी उतनी रौशनी देता है जितनी कि एक राजा के महल में देता है। : Swabhav rakhna hai to ek deepak ki tarah rakho joki gareeb ki jhpdi me bhi utni hi roshni deta hai jitna ki raja ke mahal mein - दीपक चोपड़ा

यदि आप दूसरों को प्रसन्न देखना चाहते हैं तो करुणा का भाव रखें. यदि आप स्वयं प्रसन्न रहना चाहते हैं तो भी करुणा का भाव रखें - yadi aap dusro ko prasanna dekhna chahte hain to karuna ka bhav rakhen aur yadi aap swayam prasanna rahna chahte hain to bhi karuna ka bhav rakhein : दलाई लामा

यदि आप दूसरों को प्रसन्न देखना चाहते हैं तो करुणा का भाव रखें. यदि आप स्वयं प्रसन्न रहना चाहते हैं तो भी करुणा का भाव रखें। : Yadi aap dusro ko prasanna dekhna chahte hain to karuna ka bhav rakhen aur yadi aap swayam prasanna rahna chahte hain to bhi karuna ka bhav rakhein - दलाई लामा

कभी-कभी कुछ कह कर लोग अपनी एक प्रभावशाली छाप बना देते हैं और कभी-कभी लोग चुप रहकर भी अपनी एक प्रभावशाली छाप बना देते हैं - kabhi kabhi kuchh kah kar log apni ek prabhavshali chhap bana dete hain aur kabhi kabhi log chup rahkar bhi apni chhap chhod dete hain. : दलाई लामा

कभी-कभी कुछ कह कर लोग अपनी एक प्रभावशाली छाप बना देते हैं और कभी-कभी लोग चुप रहकर भी अपनी एक प्रभावशाली छाप बना देते हैं। : Kabhi kabhi kuchh kah kar log apni ek prabhavshali chhap bana dete hain aur kabhi kabhi log chup rahkar bhi apni chhap chhod dete hain. - दलाई लामा