हम तीन तरीकों से ज्ञान अर्जित कर सकते हैं. पहला, चिंतन करके, जो कि सबसे सही तरीका है। दूसरा , अनुकरण करके,जो कि सबसे आसान है, और तीसरा अनुभव से ,जो कि सबसे कष्टकारी है| - ham teen tareeko se gyan arjit kar sakte hain. pahla chintan karke joki sabse sahi tareeka hai. doosra anukara karke joki sabse aasan hai aur teesara anubbhav se joki sabse kashtkari hai. : कन्फ्युशियस
सफलता पहले से की गयी तैयारी पर निर्भर है,और बिना ऐसी तैयारी के असफलता निश्चित है| - safalta pahle se ki gayi taiyaari par irbhar hai aur bina esi taiyari ke asafalta nishchit hai : कन्फ्युशियस
यह बात मायने नहीं रखती की आप कितना धीमे चल रहे हैं, जब तक की आप रुकें नहीं| - yah baat maayne nahi rakhti ki aap kitna dheeme chal rahe hain , jab tak ki aap ruke nahi : कन्फ्युशियस
बुद्धि, करुणा,और साहस, व्यक्ति के लिए तीन सार्वभौमिक मान्यता प्राप्त नैतिक गुण हैं| - buddhi karuna aur saahas vyakti ke liye teen sarvabhaumik manyata prapt naitik gun hain. : कन्फ्युशियस
जीतने की संकल्प शक्ति, सफल होने की इच्छा और अपने अंदर मौजूद क्षमताओं के उच्चतम् स्तर तक पहुंचने की तीव्र अभिलाषा, ये ऐसी चाबियां हैं जो व्यक्तिगत उत्कृष्टता के बंद दरवाजे खोल देती है - jeetne ki sankalp shakti, safal hone ki ichha aur apne andar mauzood kshamtao ke uchchatam star tak pahunchne kee teevra abhilasha, ye esi chaabiyan hain ji vyakti ki utkrishtata ke band darwaje khol deti hain. : कन्फ्युशियस