जिस प्रकार एक ही आकाश पात्र के भीतर और बाहर व्याप्त है, उसी प्रकार शाश्वत और सतत परमात्मा समस्त प्राणियों में विद्यमान है - jis prakar ek hi aakash patra ke bheetar aur bahar vyapta hai, usi prakar shashwat aur satat parmatma samast praniyo me vidyaman hai. : अष्टावक्र
स्वयं को मुक्त मानने वाला मुक्त ही है और बद्ध मानने वाला बंधा हुआ ही है। यह कथन सत्य ही है कि जैसी बुद्धि होती है वैसी ही गति होती है - swayam ko mukt manne wala hi mukta hai aur badhha manne wala bandha hua . yah kathan satya hi hai ki jaisi buddhi hoti hai waisi hi gati hoti hai. : अष्टावक्र